girl friend ki mummy

Arz kiya hai...
Ankho main nami thi...
Aur vitamin ki kami thi...

           Wah! Wah!
Jis se raat bhar chatting ki woh
girl friend ki mummy thi.....

Mahak laya hai....

Baharo ful barsao mera dost aaya hai....
hotho pe muskan gali me mahak laya hai....
barso tak thi jise pani se allergy.
wo aaj lux se nahaya hai....

ladki ki adaa...

Arz kiya hai....
Muskarana to har ladki ki adaa hai,
Wah wah....
Gor farmaiye....
Muskarana to har ladki ki adaa hai,
Use jo mohabbat samjhe wo sabse bada GDHA hai....

kisi k ho jao...

Kisi ko apna banalo, ya kisi k ho jao...
agar kuch bhi nahi hota to…
           DON’T WORRY
chadar-takiya lo aur so jao...

Pyar ke rivaz

Dil ka dard dil todne wala kya jaane...
Pyar ke rivazon ko ye zamaana kya jaane...
Kitni takleef hoti hai ladki patane mein...
Yeh ghar baitha ladki ka baap kya jaane....

rakhi ban ke chali gayi

Cham Cham kar ke aayi....
Cham Cham kar ke chali gayi....
Main Sindoor leke khada raha...
Aur woh rakhi ban ke chali gayi...

ख़ुशी कभी गम

बेझिझक मुस्कुराये जो भी गम है,
जिंदगी में टेंशन किसको कम है,
अच्छा या बुरा तो केवल भ्रम है,
जिंदगी का नाम ही कभी ख़ुशी कभी गम है....

selfie....

ਕਿਸੇ ਦੇ ਨਾਲ ਇੰਨਾ ਚਿਪਕ ਕੇ ਵੀ selfie ਨਾ ਲਓ…
ਕਿ ਰਿਸ਼ਤਾ ਟੁੱਟਣ ਤੋਂ ਬਾਅਦ ਉਸਨੂੰ crop ਵੀ ਨਾ ਕਰ ਸਕੋ...

ਰੋਟੀ ਸਭ ਦੇ ਘਰ

ਕਮਾਈ ਛੋਟੀ ਜਾ ਵੱਡੀ ਹੋ ਸਕਦੀ ਹੈ ....
ਪਰ ਰੋਟੀ ਸਭ ਦੇ ਘਰ ਏਕੋ ਜਹੀ ਬਣਦੀ ਹੈ ......

ਕਹਿੰਦੀ ਤੂੰ ਦੇਸੀ ਆ

ਮੈਨੂੰ ਕਹਿੰਦੀ ਤੂੰ ਦੇਸੀ ਆ ਮੈਂ ਵੀ ਕਹਿ ਦਿੱਤਾ ?? ਤੂੰ ਵੀ ਦਿਖਾ ਕਿਥੇ ਤੇਰੇ NIKE ਦਾ Tαg ਲੱਗਾ ਆ....

ਰੀਸ ਤਾਂ ਤੇਥੋਂ ਹੋਣੀ ਨੀ

ਲੋਕੀ ਕਹਿੰਦੇ ਸੜ ਨਾ ਰੀਸ Kar.. But ਆਪਾ ਕਹੀਦੇ ਸੜੀ ਜਾ.. ਰੀਸ ਤਾਂ ਤੇਥੋਂ ਹੋਣੀ ਨੀ..

वफ़ा की उम्मीद

ज़िन्दगी तुझ से एक सबक सीखा है मैंने,
वफ़ा सब से करो मगर वफ़ा की उम्मीद किसी से न करो....

मुकद्दर में लिखा ही नहीं

मिल सके आसानी से ,
उसकी ख्वाहिश किसे है?
ज़िद तो उसकी है  ...
जो मुकद्दर में लिखा ही नहीं.......

Ek dusre se juda..

Chalo aaj do pal sath bita le,
Hanskar zindagi ko haseen bana de,
Kal ka kya pata kab waqt hume alag karde,
Ek dusre se juda kar firse tanha karde.......

Ankhoo ki aawaz

Ankhoo ki aawaz kuch aur hoti hai
Aansoo ki aag kuch aur hoti hai
Kaun chahta hai bichhadna apnon se
Par kismat ki baat kuch aur hoti hai ...

Milne milaane ki faryaad

Kabhi tum bhi humse baat kar liya karo
Milne milaane ki faryaad kar liya karo
Ek hum hai jo har baar shurwaat karte hai
Kabhi tum bhi humein humse pehle yaad kar liya karo...

khamosh hokar rah jata

Jab bhi dill mein koi vichar aata hai
Mera dill khamosh hokar rah jata hai
Koi sab kuch keh kar pyar jatata hai
Aur koi kuch na keh kar bhi sabh kuch keh jata hai.......

dooriyon se dosti

Jisne chand ki roshni nahi dekhi
Jisne phulon ki tazgi nahi dekhi
Jo yeh kehte hain ke mitt jati hai dooriyon se dosti
Usne shayad hamari dosti nahi dekhi............

Zindagi mein ek dost

Khushi itni ho ki aap dikha sako
Gham bas itna ho ki aap chhipa sako
Zindagi mein ek dost aisa rakhna
Jiske liye aap dukh mein bhi muskura sako.....

Sapna kabhi sakaar

Sapna kabhi sakaar nahi hota
Mohabbat ka koi aakar nahi hota
Sab kuchh ho jata hai duniya mein
Magar dobara kisi se sachcha pyaar nahi hota......

SMS naal gal puri nahin hundi

Akhan di benuri changi nahin hundi
Dostan ton duri changi nahin hundi
Kade kade milya vi kar yaara
Har vele SMS naal gal puri nahin hundi.....

rabb banayi baitha ....

Ek din main puchh baitha rabb nu,
Kyun dushman banayi baitha hain pyaar nu.....
Rabb ne mainu jawab ditta,
Tu vi taa rabb banayi baitha hain apne yaar nu..... 

Teri mohabbat ka jaam..

Dil mein ek dard liye jiye ja raha hoon
Teri mohabbat ka jaam piye ja rahan hoon
Na chahte huye bhi ye kaam kiye jaa raha hoon
Na jane khud ko kaun si manzil par liye ja raha hoon.......

Apne Apne Naseeb...

Yeh exam ke rishte bhi ajeeb hote hain
Sab apne apne naseeb hote hain
Rahte hain jo nigahon se door
Saale wahi question compulsary hote hain....

husn ka deedar...

Taras gaye aapke deedar ko,
Phir bhi dil aap hi ko yaad karta hai,
Humse khush naseeb to aapke ghar ka aaina hai,
Jo har roz aapke husn ka deedar karta h...

व्हाट्सअप जी की पूजा

पत्नी:- सुनो जी !! शाम को घर पर
व्हाट्सअप जी की पूजा रखी हैं..
पड़ोस की सभी लेडिस लोगों को
बुलाया हैं.. ...
प्रसाद में क्या बाँटू..???
पति:- मेरा नम्बर बाँट देना..
             पुण्य लगेगा..

मोहल्ले के लड़के...

इतना संस्कारिक कलयुग आ गया है कि
लड़की कि विदाई के वक्त....
माँ बाप से ज्यादा तो मोहल्ले के लड़के रो देते है.....

पत्नी की ‘missed call’

पति वह प्राणी है जो
भूत प्रेत से बेशक न डरे
मगर
पत्नी की ‘missed call’
खौफ पैदा करने के लिए काफी है!...